Ab Na Phir Se - Hacked - Lyrics:
Latest movie “Hacked” song “Ab Na
Phir Se” sung by Yasser Desai lyrics are penned Amjad
Nadeem & Compose by Amjad
Nadeem Aamir.
Ab Na Phir Se Song &
Lyrics Details:
Song: Ab Na Phir Se
Singer: Yasser Desai
Composer: Amjad Nadeem Aamir
Lyrics: Amjad Nadeem
Music Label: Zee Music
*Ab Na Phir Se Lyrics in English*
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Itni bhi khwahish na rahi
Kisi se chaahat ho
Teri mujhko na ab zarurat ho
Teri mujhko na ab zarurat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Dardon ke saaye mein
Milti ab rahat hai
Teri tamanna nahi
Tujhse juda hoke
Seekha ab jeena hai
Ek tu zaroori nahi
Itni bhi khwaahish na rahi ki
Kisi ki hasrat ho
Dil pe teri na ab hukumat ho
Dil pe teri na ab hukumat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho
*Ab Na Phir Se Lyrics in Hindi*
अब ना दिल को किसीकी आदत हो
अब ना दिल को किसीकी आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
अब ना दिल को किसीकी आदत हो
अब न फिर से कभी मोहब्बत हो
इतनी भी ख्वाइश ना रही
किसीसे चाहत हो
तेरी मुझको ना अब जरुरत हो
तेरी मुझको ना अब जरुरत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
दर्दो के साये में
मिलती अब राहत है
तेरी तमन्ना नही
तुज़से जुदा होके
सीखा है अब जीना है
तू जरुरी नहीं
इतनी भी ख्वाइश ना रही
किसी की हसरत हो
दिल पे तेरी ना अब हुकूमत हो
दिल पे तेरी ना अब हुकूमत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
अब ना दिल को किसीकी आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो
Video
Song: Ab Na Phir Se
other
Songs from Hacked :-
If you find
any mistake in lyrics of this song, please send correct lyrics using contact us
or comment section.
All lyrics are property &
copyright(c) of their owners. All lyrics provided for educational purposes
only.
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.
Emoji